Recent Editing Tutorial

Monday, 27 July 2020

July 27, 2020

PicsArt Background Change Photo Editing



Hellow Friend Kaise ho aaj ham log picsart manipulation photo editing dekhne wale hai jisme ham log kuch is type ki editing sikhene wale hai jaisa k aap uper dekh rahe hai.



aap bhi apni picture  kuch is tarike ka bana sakte hai bohat hi simple hai. sabse phle aapke ko is pose me picture click kar lene hai ya fir aap is picture me jobin shah ki picture use kari hai. aap practice k liye aap is picture ko use kar skte hai.

Sabse phle apne picture ki background remove kar dena hai. agar aap janna chahte hai kaise perfectly background remove karte hai to niche di hui ko zaroor dekhiye.




background remove krne k bad step by step maine video me batyin hak to dekh skte hai agar koi bhi pareshan aa rahi hai to niche comment kar zaroor bataiye.



Is picture me jitni bhi background or png use ki gyin sabhi ki link aapko nhiche mil jaiye gi thank you -





                           ▶️ Download Background ◀️





                         ▶️ Download Sky Png 1 ◀️




                         ▶️ Download Sky Png 2 ◀️





                         ▶️ Download Sky Png 3 ◀️





                         ▶️ Download Sky Png 4 ◀️




                         ▶️ Download Dot Particles ◀️



Final Picture 👇










Tuesday, 14 July 2020

July 14, 2020

Professional Logo Design







Hi Friends Aaj Ham Log Dekhenge Kaise PixelLab Ki Madad Se Professional Logo Design Karna Sikhenge ge

Agar Aap Mere Channel Pe New Hai To Please Channel Ko Subscribe Kar Ligiye Ga. Kyu Ke Aapko Yaha Aise New Editing Ki Tricks And Tips Milti Rahegi.
To Is 👉 Subscribe Ke Button Pe Click Kar Ke Hamare Channel Ko Abhi Subscribe Kar Ligiye.





Agar Aap Is Picture Me Use Kiya Gaya Background And Font Download Karna Hai Inche Se Download Kar Ligiye.






                                      ▶️ Download Font ◀️









Thanks For Watching Please Subscribe My YouTube Channel And Support Me 🙏🙏😟


Sunday, 5 July 2020

July 05, 2020

PicsArt Dual Tone Effect



To kaise hain aap log aaj ham dual Tone Effect editing sikhne wale hain jaisa ki uper ke picture me dekh sakte hai. To chaliye step by step hamlog dekhte is type ki picture kaise banani hain.





Sabse phle apne picture ko PicsArt me open karenge. Add photo pe click kar jitni bhi Png add karni hogi Add Photo ka options use kar ke add kar lenge.
Jaise ki sabse phle ham log apne picture me laptop ki photo add karenge. Yaha pe maine laptop ki Png nhi banayin kyu ki ho sakta hai aapke picture zada area cover karna ho to aap kar lenge.
Laptop ki Png add karne k bad Instagram or Low Battery ki Png add kar save kar lenge.
Fir bari bari dono light effect use karnge Jaisa ke Instagram logo pe Blue light effect use karnge or battery ke Png pe red light effect use karnge.
Fir sabhi Png ko add karne k bad laptop wale area pe PicsArt ke Fx Options ka use karnge jaha hame Dodger name ka effect mile ga use sirf ham log laptop wale area me use kar lenge jo dekhne ma kafi cool lagta hain.
Fir aap chahe to bane hue picture ko light room me retouching kar sakte hain ya fir PicsArt k diye gaye Tool > Adjust option ka use kar k retouching kar sakte hain.





Is picture me jitni bhi Png Use kaiya gaya hain sabhi link aapko niche mil jaiye ga jo red color se highlight kiya gya hain.
Fir bhi aapko download kane me koi pareshani aa rahi hai to niche comment kar k bataiye.






                       ▶️ Download Laptop Picture ◀️




                      ▶️ Download Instagram Logo ◀️




                         ▶️ Download Battery Png ◀️




                         ▶️ Download Light Png 1 ◀️


                         ▶️ Download Light Png 2 ◀️


                        ▶️ Download Light Png 3 ◀️




                    ▶️ Download Dot Particals Png ◀️







Hope k aapko ye video pasand aayin hogi pasan aayin to please hamre YouTube channel ko zaroor se Subscribe kigiye ga.